बेवफा वो निकले बदनाम हम होते रहे
प्यार में मदहोशी का आलम तो देखिए
धूल चेहरे पे थी हम आईना धोते रहे
*****
Bari ajeeb hai is naadan dil ki khwahish.
Ek shaqs iska hona nahi chahta, aur yeh use khona nahi chahta
******
Meri aankhon ka noor tha ek shakhs,
Paas reh ker bhi durr tha ek shakhs,
Zamane ki hawaon ne badel diya ho shayed,
Pehley tu na itna maghroor tha ek shakhs,
Jatey huay us ne palatt k bhi na dekha,
Khuda jane kis qadar majboor tha ek shakhs,
Zamana chahey jo bhi kahey mujhko,
Mein tu yehi kahonga 'mere dil ka saroor tha ek shakhs'
****
Tooth jaate hai,
Bikhar jaate hai,
Kaanch ke ghar hain muqaddar apne.
Ajnabi to sada pyaar se milte hai.
Bhool jaate hai to aksar apne
*****
IS TARAH HOTA HAY MOHABBAT KA NEYA DOAR SHURO
KY WO NAZRAY TO MILTA HAY JHUKATA HI NHI
******
Mere mohan tera muskurana bhul jane ke kabil nahi hai
choot khayai hai jo dil pe maine wo dikhane ke kabil nahi hai
jab se dekha hai jalwa tumhara koi aankhon me basta nahi hai
yun toh dekhe bahut noor wale sare aalam me tujsa nahi hai
seesha pathar se takrake tuta tutne ki sada sabne sunli
yaha toh dil hi toot raha hai koi awaaj sunta nahi hai
********
No comments:
Post a Comment