Wednesday, February 23, 2011

प्रेम का पूरा सागर

प्रेम का पूरा सागर तेरी गागर में भर लाऊंगी मैं
उस इक गागर से तुझ को फिर बार बार नहलाऊंगी मैं
अभिषेक करूँगी तेरा मेरा चंदन तिलक लगाऊंगी मैं
नाम खुद रख लेना अपना बतला क्या कहलाऊंगी मैं


मेरी बात को झूठ कहा तो तेरी कसमें खाऊँगी मैं
कसं झूठ जो निकली,तेरी बाहों में मर जायूँगी मैं
इसी जनम में अपना मुझको ना दुनिया में फिर आयोँगी मैं
कभी ना सिलवट आने देना चादर सी बिछ जायूँगी मैं
आधा भोग नही लगता है सारा प्यार लुटाऊँगी मैं
प्रेम का पूरा सागर तेरी गागर में भर लाऊंगी

दीवाना बनाना है

दीवाना बनाना है
तो दीवाना बना दे वरना
कहीं तक़दीर तमाशा न बना दे
ऐ देखनेवालों मुझे हँस-हँसके न देखो
तुमको भी मुहब्बत कहीँ मुझ-सा न बना दे

Hum To Mojood Thay

♥♥ Hum To Mojood Thay
Andheroon Mai Ujaalon Ki Tarhan
Tum Nay Chaha Hi Nahi
Chaahnay Waloon Ki Tarhan.. ♥♥

Jazbaat Jitne Bhi Hain Dil Mein

Jazbaat Jitne Bhi Hain Dil Mein...
Mere Hi Jaise Hain Woh Be-Zuban...
Jo Tum Se Main Keh Na Payi...
Kehti Hain Woh Meri Khamoshiyan
********

Na millay wo mujhe yeah baat gawara hai mager
Wo ager mil ke bicher jaye to ghum hota hai...

Jany ab wo kaisa ho ga

Kafi arsa beet gaya,
Jany ab wo kaisa ho ga,
Waqat ki sari karvi batain, ...
chup chup se wo sehta ho ga,
Ab bhi bhegi barish mai wo,
Bin chatri k chalta ho ga,
Mujh say bichry arsa beeta,
Aub wo kis say larta ho ga..?
Acha tha jo saath he rehta,
Baad mai uss nay socha ho ga,
Apny dil ki sari batain,
Khud say khud he kehta ho ga,.........

Sunday, February 13, 2011

choriyaan bhi larkiyan bhi

Aik jasi lagti hain choriyaan bhi larkiyan bhi...
Hansti hain khankti hain choriyaan bhi larkiyan bhi...
Nazuk inteha ki,ik zara si thais se,
toot kar bikharti hain choriyaan bhi larkiyan bhi...
in k torne walon ko ehsas tak nahi hota ...
Bikhar k kab sambhalti hain choriyaan bhi larkiyan bhi...
Bahir se chamakti hain choriyaan bhi larkiyan bhi...
Zindagi ki dharkan ko ik ridham sa deti hain
zeest ko sajati hain choriyaan bhi larkiyan bhi...
Apne dukh ko apne andar rakh k bhool jati hain
bahir se chamkti hain choriyaan bhi larkiyan bhi...

Abhi Waqat Lagay Ga

Tujey Bhulaney Main Abhi Waqat Lagay Ga
Tujsay Dour Janey Main Abhi Waqat Lagay Ga ......
Tujsay Juda Ho Ker Mar Jayon Gi Apna Hosla
Azmanay Main Abhi Waqat Lagay Ga Socha Na Tha
Kuch bhi Teray Siwaa Dil ko Behlaney Main Abhi Waqat Lagay Ga
Her Jazba Tha Dil Main Faqt Teray Naam Ka
HEr Jazbay ko Sulaney main Abhi Waqat Lagay Ga
Door Talak Teray Saath Chaali Hoon
Lout Ker Anay Main Abhi Waqat Lagay Ga

ChahatooN Ka WAjooD

Toot Sa Gaya Hai Meri ChahatooN Ka WAjooD...
Ab koi Acha Bhi LAgay Tou IzhaaR NahI Kartay...!!
********

Wohi RAnjishein Wohi Hasratein"
Na Hi Dard-E-Dil Mein Kami Hui...
Ajab C Hai Meri "Zindagi"
NA Guzar Saki Na Khatam Hoii.....

Aghaaz hota hai anjaam nahi hota

Aghaaz hota hai anjaam nahi hota
Jab meri kahani main woh naam nahi hota
Jab zulf ki kaalakh main ghul jaye koi
raahi badnaam sahi lekin gumnaam nahi hota

Wo khafa hain hum se

Wo khafa hain hum se to khafa he rehney do
Hum ko un ka gunahgar he rehney do;
Wo samajhty hai ke hum ne dhokha diya hai unko
Baat to jhooti hai magar such hi rehney do ...
Muddaton mangi hain Khuda se khushiyan uski
Jo aata hai ilzaam hum pe to ab ye ilzaam bhi rehney do

Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko

Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko,
Ke apne seene se wo ek baar laga le mujhko,
Bikhar gai hun mein toot kar kai tukroon mein,
De usse taufeeq ke aake sambhale mujhko, ...
Ya tu uska saath aata kar mujhko umr bhar ke liye,
Ya tu chup chap apne paas bula le mujhko…

Kitab-E-Zindagi

Bahut Muddat Ke Baad Kal Jab
Kitab-E-Zindagi Ko Maine Khola,
Bahut Se Chehre Nazar Mein Utre,
Bahut Se NaaMo Pe Dil Machla,
Ek Aisa Safa Bhi Aisa Aaya, ...
Likha Hua Tha Jo Aansuon Se,
Ke Jiska NaaM Dost Tha,
Jo Safa Sabse Pyaara Aur Aziz Tha,
Kuch Aur Aansu Ispe Tapke,
Kitab-E-Zindagi Ko Band Kar Ke
TuMhari Yaadon Mein Kho Gayi Main,
Agar Tu Milta To Kya Hota,
Inhi Khayalon Main So Gayi Main...

muhabbat naam hai saude

muhabbat naam hai saude
ka ye kisne kaha tumse
saazish bhari adaa hai
yeh badnaaam karne ki

apni had se na guzre koi ishq mein

apni had se na guzre koi ishq mein
jise jo milta hai naseeb se milta hai
***************

saamne hai usko log bura kehte hain
jisko dekha nahin usko log khuda kehte hain..
***********


pathar ke khuda, pathar ke sanam,
pathar ke hi insaan paaye hain
tum shehar-e-mohabbat kehte ho,
hum jaan bachaa kar aayen hain
*******

Saturday, February 5, 2011

तन्हा तन्हा हम रो लेंगे

तन्हा तन्हा हम रो लेंगे महफ़िल महफ़िल गायेंगे
जब तक आँसू पास रहेंगे तब तक गीत सुनायेंगे


तुम जो सोचो वो तुम जानो हम तो अपनी कहते हैं
देर न करना घर जाने में वरना घर खो जायेंगे


बच्चों के छोटे हाथों को चाँद सितारे छूने दो
चार किताबें पढ़ कर वो भी हम जैसे हो जायेंगे


किन राहों से दूर है मंज़िल कौन सा रस्ता आसाँ है
हम जब थक कर रुक जायेंगे औरों को समझायेंगे


अच्छी सूरत वाले सारे पत्थर-दिल हो मुमकिन है
हम तो उस दिन रो देंगे जिस दिन धोखा खायेंगे

jindgi kuch is kadar

jindgi kuch is kadar gumnami ki nishani ban gayi
hamne talasha khud ko tho dard ki ek ankahi
si kahani mil gayi
******

Tere intizaar ka sahi hai, aytbaar ka ab hausala nahi hai
Dur se dekhte ho bus, pass bhi aao koi fasala nahi hai
u gum-e-muhobat se gumzadda hai mere naseeb badnseeb
juda nahi hun jammin se, magar mere dard ka koi aasmaa nahi hai...
******

Ye unke bakshe gum ka hi jalal hai,
berukhi ki hawaayen, dil dard ka biyabaan hai
muhobat ka Majra to nahi lagta jahan mein kahi
ashk bech kar milta hai, ye wo aasman hai..
*******

mere dil k rakh ko kured mat...
mere zakhmo ko u hawa na de...
chirag to phir bhi chirag hai...
tera hath ye jala na de.
******

kise talash kare, or kis ke humsafar ban jaye,
khud apni hi rah me, uthte nahi kadam apne.............
******

tum pucho aur main na bolu aise to haalaat nahi
bas zara dil tutta hai aur to koi baat nahi........
********

Tanha ye dil.. tanha har gali.. tanha sa ye jahaan lagta hai..
Milte hain chal dete hain.. mera apna kaun yahaan lagta hai..