Thursday, March 10, 2011

Sar jhukaa-oge

Sar jhukaa-oge to patthar devata ho jayega,
itna mat chaho use ,wo bewafa ho jayega.

Hum bhi dariya hain,hame apna hunar malum hai,
...jis taraf bhi chal padenge,raasta ho jayega.

Kitni sacchai se mujhe zindagi ne kah diya,
tu nahi mera to koi, doosra ho jaega.

Sub usi ke hain,hawa, khushboo, zameeno-aasmaan,
main jahan bhi jaaongi,usko pata ho jayega.

No comments:

Post a Comment