Tuesday, January 4, 2011

Main har surat se darta hun...

Main har surat se darta hun...
Tujhy shayad khaber ho gi
mujhy teri muhabat ne,
Bohat buzdil bana dala
******

Ye to mumkin hai ki taameer na hone paaye
warna har zehen mai kuchh taj mehal hote hai..
*****

yeh ilm ka sauda, yeh rishte, yeh kitabein
ek shaks ki yaadon ko bhulane ke liye hain
*****

Waqt na cheen liya hmse hmara chehra,,
Aaina dekh lein bhule se kabhi to dar jate hain.
*****

Ashq mazboor ke bahe hain dil mein,
tha gam ka hazom.
Bheed itni bad gayi ki rasta dena pada...

No comments:

Post a Comment