Sunday, January 2, 2011

tum mujhe rooh mein hi basaa lo

tum mujhe rooh mein hi basaa lo
dil-o-jaan ke rishte aksar toot jaya karte hain
******

Maine to bahut chaha lekin, tum rakh na sake waadon ka bharam...
ab reh reh kar yaad aata hai, jo tune kiya is dil pe sitam....
******

Ab toh yun hota hai tanhai se hum tang a kr,
Khud hi darwaze ki zanjeer hila dete hain!!!
******

aaj phir dhokha kha baithe ,,,,,
khud tutte hum aaj yun,,,,,
wo ab sambhale toh hum ab na sambhal paayein

No comments:

Post a Comment